Kabhi Alvida Na Kehna

Tumhi Dekho Na
tumhi dekho na yeh kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhen kya kahu ke din mein hui kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai khoyi khoyi zindagi tumhi dekho na yeh kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri behke behke se mann mehke mehke se tann ujli ujli fizzaon mein hai aaj ham hai jahaan Songtextekitni ranginiyan chhalki chhalki nigaahon mein hai neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi halki halki roshni tumhi dekho na yeh kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhen kya kahu ke din mein hui kaisi chaandani main toh anjaan thi yun bhi hoga kabhi pyar barsega yun toot ke sach yeh ikraar hai sach yahi pyar hai baaki bandhan hai sab jhuth ke meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki dheemi dheemi raagini tumhi dekho na yeh kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri main hairaan hoon tumhen kya kahu ke din mein hui kaisi chaandani jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai khoyi khoyi zindagi tumhi dekho na yeh kya ho gaya tumhara hoon main aur tum meri yeh din mein hui kaisi chaandani Aus Songtexte Mania