Kalyug
Jiya Dhadak Dhadak Jaye
tujhe dekh dekh sona - 2
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani sang tere bitaani
tujhmein basi hain meri jaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani sang tere bitaani tujhmein basi hain meri jaan haai
jiya dhadak dhadak - 3
Songtextejaayen
kabse hai dil mein mere armaan kai ankahe - 2
inko tu sunle aaja chaahat ke rang chadha jaa - 2
kehna kabhi to mera maan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
lagta hain yeh kyu mujhe sadiyon se chaahu tujhe - 2
mere sapno mein aake apna mujhko banake - 2
mujhpe tu kar ehsaan haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
tujhe dekh dekh sona
tujhe dekh kar hain jagna
maine yeh zindagani sang tere hain bitani haai
(jiya dhadak dhadak - 3
jaayen) - 2
dhadak jaaye jiya dhadak jaaye jaaye
jiya dhadak dhadak jiya dhadak dhadak dhadak dhadak dhadak jaaye
(jiya dhadak dhadak - 3
jaaye) - 4
Aus Songtexte Mania